Capturing Hamzaad

To all those who want to control hamzaad learn to control yourself first.

Trying to capture hamzaad has resulted in death for many people, and mental imbalance for others.

If you are doing the amal for controlling hamzaad don’t expect Katrina Kaif to appear. Hamzaad is not something everyone has the heart to see. Take the scariest thing you have ever seen and multiply it many, many times and you have the form of a hamzaad.

The hamzaad while being captured resists and the amil, having seen the scariest thing he has ever seen loses control over his amal and the hamzaad kills him.

An amil can easily have a heart attack just by taking a glance at the hamzaad. Don’t tell me just because you have happened to see vampire and zombie movies you will be able to see a hamzaad.

Trying to capture hamzaad is like trying to commit suicide. No one in his right mind will give the amal of capturing hamzaad otherwise he will be responsible for other people’s deaths on the day of judgment. He will be held as a murderer and will be thrown in hell. The person who commits suicide by trying to capture hamzaad will also be thrown in hell.


Posted

in

by

Tags:

Comments

97 responses to “Capturing Hamzaad”

  1. m shahid Avatar
    m shahid

    amal to asan ha. yani sirf 21 mint rozana 41 raat ka kam ha. mager mera khud ka tajarba nahi balky shah sb kabtaya huwa aur azmaya huwa amal ha. 100% gurantee.

  2. ALI SHAH Avatar
    ALI SHAH

    asalam-o-alaikum janab shahid sahab….main ap k btaey hoay wazifay mein boht zyada interested hoon…aur ap se baat karna chahta hoon..agar ho sakay to mujh se alishahmhd at gmail pe rabita karain…boht shukar guzar hoon ga….. email yahan pe block kar daitay hain… balka jis msg mein ap mail address likho wo msg hi display nahi hota… so aik koshish ki hai agar aisay ap ko ye msg recieve ho gae to mujh s rabita karain…
    thanks in advance……

  3. m shahid Avatar
    m shahid

    amal to mushkal ha mager khatrnak b ha.
    amal k doran khana khud paka kr khana ha.

  4. m shahid Avatar
    m shahid

    Amal-e-Hamzaad mein perheez yeh hain:
    1. Raat ko zameen per sona ha.
    2. Dorane amal goshat tmam kism ka nahi khana chahiay, fish
    ,pyaz, nasha awr ashiay,amal sorakh kapry pehn ker amal
    kerna chahiay ha.
    3. amal abadi sy bahr kerna ho ga.
    4 amal k doran kushboo laga k amal karo aur rozana balky
    24 ghanty bawazo raho.
    5. Dunya sy alag raho aur khalawat akhtayar kro.
    6. doran aml tarha tarha ki mushklat pesh aaian gy, wo
    tarha tarha sy drayga ta k tm amal chor do.
    7. agr amal kerny k doran 21 din tak kafy asrat zahr ho
    jian gy aur jism m dard aur awasian aana start ho jian gi
    jo k amal ki gurantee ki zamant ho gi.
    8. amal raat k 12bajy kerna ho ga.
    9. sirf 21 mint ka wazifa Ha. yani 21 tasbeeh sirf 1 afz ki
    kerna ho gi. Bs 21 mint ka kam ha 41 raat ka kam ha.
    10. dil ko mazboot rakho aur daro mat.
    11. yeh amal janab shokat ali sb ka tjarba kia huwa amal ha
    agr koy amal kerna chahiay to janab shokat ali sb sy
    rabta kery unhon ny khud yeh amal kia tha aur 2 saal tak hazaad
    ko kaboo mein rakha phr unhon ny hamzaad ko azaad ker dia.
    yeh amal gurantee shoda ha magr yaksoaii e kalb lazmy
    ha.
    12. dorane e amal 21 mint sirf hamzaad ka tasawar rakho
    koy aur koy aur tasawar na aye. sirf hamzaad ka tasawar rakho.
    13. taskheer e hamzaad naam he tasawar ha jitna tasawar kaam
    rakho itny jaldy kam ho ga.
    14. jab amal start kro to startsy end tak kisy b bandy ko na pta chaly k tm hamzaad
    ka chilla (amal kr rahy ho) kr rahy ho.
    15.Ye amal mera zati nahiha balky janab shokat ali sb ka tajarba shoda ha jo k fort abbas k
    rahny waly hain.
    16. Fe aman allah
    17. 24 ghanty bawazo rahna ho ga.
    18. amal k doran Safr kerna manah ha.
    19. dua go, M SHAHID
    20. Thks

  5. m shahid Avatar
    m shahid

    us amal ny jo amal btaya ha wo rozana sirf 21 mint 41 raat wzifa krna ha. raat ko 12bajy. 7 din sy asrat start ho jian gy. jab 21 din tak aur akhar kar 41 raat ko hamzaad hazr hojay ga balkul apka ham shakal. ye amal sorakh kapry (red cloth) pehn kr krna ho ga. mager hasar 11 bar ayat ul Karsi per kr kerna ha. agr kesy ko amal ki zarorat hotomuj sy rabta kery.
    M SHAHID from Khanewal (Multan)

  6. m shahid Avatar
    m shahid

    mujay ak amal ny hamzaad ka amal btaya ha jok gurantee shoda ha.100%. wo amal us amalka b tagarba shoda amal ha.us ny 2 saaltak hamzaad kokabom rakha phr azad kr dia.

  7. m shahid Avatar
    m shahid

    i tried but did not success. hamzaad chilla 4 times. ok

  8. Shahbaz Avatar
    Shahbaz

    syed sajjad sahib sirf hamzad ka amil hi hamzad ke amal ki ijazat de sakta hai. mujhe is line main 10 years ho gaye hain main ne 10 salon main kafi tehqeeq ki hai us ka natija main ne bataya hai. ap aisa karen k mere email per rabta karein mera email add shahbaz_ul_hassan at yahoo dot com hai. ap email per rabta karen phir baat ho gi.

  9. syed sajjad Avatar
    syed sajjad

    Ap amal tu batain mujhe aik banday ka nam pata hai nam kya woh mera relative hai usk pass jinat hain 2 lekan hamzad ka amal unhon ne kya nhi hai karin gye jald hi,bahar hal ap amal tu batain shayad mujhe yeh amal pata hu,

  10. Shahbaz Avatar
    Shahbaz

    HI
    Main ne kafi amal kiyen hain lekin hamzad ka koi bhi ustad ya amil nahi mila. mere pas eik amal hai jis main kissi perhaiz ki zarrorat nahi sirf sharai pabandi lazmi hai. lekin sirf eik sharat hai woh kissi kamil hamzad ke amil se ijazat. agar kissi ke pass is sharat ka hal hai to woh reply kare then main hamzad ka amal batao ga.

Leave a Reply to 203 Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *