Capturing Hamzaad

To all those who want to control hamzaad learn to control yourself first.

Trying to capture hamzaad has resulted in death for many people, and mental imbalance for others.

If you are doing the amal for controlling hamzaad don’t expect Katrina Kaif to appear. Hamzaad is not something everyone has the heart to see. Take the scariest thing you have ever seen and multiply it many, many times and you have the form of a hamzaad.

The hamzaad while being captured resists and the amil, having seen the scariest thing he has ever seen loses control over his amal and the hamzaad kills him.

An amil can easily have a heart attack just by taking a glance at the hamzaad. Don’t tell me just because you have happened to see vampire and zombie movies you will be able to see a hamzaad.

Trying to capture hamzaad is like trying to commit suicide. No one in his right mind will give the amal of capturing hamzaad otherwise he will be responsible for other people’s deaths on the day of judgment. He will be held as a murderer and will be thrown in hell. The person who commits suicide by trying to capture hamzaad will also be thrown in hell.


Posted

in

by

Tags:

Comments

97 responses to “Capturing Hamzaad”

  1. syed sajjad Avatar
    syed sajjad

    ab yahan par number b banda nhi likh sakta agar likho tu comments ata hi nhi hai,ap k sath kese rabta kar k apko btao,ap mujhe yeh btai k apka koi ustad hai k nhi ustad k bagher koi amal shuru na karin,aur is mein sabar ki boht zrorat hai,yeh zrori nhi hai k 40 din mein hazri ho jayegi,yeh apk azam aur istaqlal par hai,agar datay rahin gye tu kamyabi zror hogi,

  2. syed sajjad Avatar
    syed sajjad

    is mein apko dunya se kat kar rehna hoga,ta k ap ksi k sath jhot na bolin aur na koi gunah karin,nijasat galiz batoun se apko dor rehna hoga,asan lafzon mein samjhaon k faqir jo chila karte hain tu woh jangal mein isi lye rehta hain ta k koi bulae na aur unki ibadat raigan na jai,kio k agar insan jhot b bolay to Rab aik din kat leta hai ya koi esa gunah ju insan ko pta nhi chalta Rab us din ki katoti kar dega phir apka chila 40 se barhta jae ga aur apk din jab pore ho gye tu hamzad ki hazri Rab k hukum se hogi,sharbat k pyalay ka matlab hai k ap kamyabi ki taraf ja rhay hain,agar ap hisar se bahir nikle tu ap pagal b ho sakte hain,agar ap k andar boht hosala hai tu yeh amal karin nahi tu na karin,yeh chezin apko boht drain gye ta k ap amal chor dein,agar dar k bhagay tu pagal b ho sakte hain.take care

  3. syed sajjad Avatar
    syed sajjad

    parhez ki 2 types hain,aik wo k apne koi hewani kam nhi karna jis mein jama ata hai,aur dosra khanay mein gosht,anda,pyaz,moli,fish,aur woh sab chezin jo apko btai hain un par amal karin,aur hisar kese karna hai,koshish karin k kibla ki taraf apka face ho,normal beth jain,apne pas aik pani rekh lein wuzu k lye akar doran e amal tot jaye tu dubara wuzu kar k us din ki parhai dubara shuru kar lein,apne pas aik stick k agar apko hamzad chakar dene ki koshish kare snake ki sorat mein tu hisar k andar reh kar usko bhagane ki koshish karin woh b agar boht tang kare tu,esa kam hota hai,aur apne pas churi rakhin jis k hathi ya backside lakri ki ho aur agay loha ho,12 martaba darood sharif awal akhir us k center mein 4 times Alhamd sharif,3 martaba Sorah Ahad,3 sorah Falak ,3 martaba Sorah Nas aur 1 martaba Ayat Al Kursi parh kar Churi par dam karin aur pehle kisi kalak ya chak se apne gird circle laga kar rakh lein aur bad mein hisar k time ap wohi churi dam kar uski aupar 3 martaba apne ird gird ghuma lein,,hisar ho jaye ga,amal shuru karne se pehle 2 rakat namaz hajat parhin Aur last mein Rab se dua karin k yeh amal kheriat se ho aur apko kamyabi ho,aur apni zakat thori se pehle se nikal kar rakh dein,us mein ap yeh kar sakte hain k sawa kilo dal mash pani mein dal dein,ya dana kabotar waghera ko khila dein ya esa hi koi kam kar sakte hain

  4. syed sajjad Avatar
    syed sajjad

    amal 40 din ka hota hai,first apne lye kahin se ustad mukarar karin ju apko support kare,agar ustad ho tu kamyabi k chances 100% hojatay hain,kio k uski nazar apko dekh skti hai k ap kis stage par hain,apko is amal mein jo mushahidat hota hain woh ap us se discuss kar sakte hain,aur ap jis area mein hain whan amal mushkil hai kio k total seprate rehna hota hai ta k koi ghalti na ho,aur sara din Rab ki ibadat karni hoti hai ta k rat ko kamyabi ho,yeh sab is lye hota hai k insan koi jhot na bole aur 40 din Pure Allah k lye guzar de phir Rab usko apni rehmat se nawazta hai,hamzad tamam rohani arwah aur jinat se taqat war hai,is lye woh apk sath zyada makarian kare ga tak ap amal chor du,

  5. ALI SHAH Avatar
    ALI SHAH

    SAJJAD BHAI YE B BTAIN K 10 DIN K AMAL K BAAD JAB BUZURG AP KO SHARBAT K PYALA DAIN GE TO KIA AMAL CHOR DAINA HAI YA MUSALSAL 40 DIN TAK KARNA HAI YANI JAB TAK QOL-O-KARAR NA HO JAI….
    AUR YE K TARK-E- HEWANAAT JALALI AUR JAMALI SE KIA MURAAD HAI………..
    JAVAB KA MUNTAZIR
    AP KA BHAI
    ALI SHAH

  6. ALI SHAH Avatar
    ALI SHAH

    Asalam-o-alikum,
    sajjad hussain sahab main ne amal note kar lia hai aur ic k liye jitna b ap ka shukria ada karon kam hai…..main inshallah boht jald ye amal shru karnay wala hoon,,,bas aik baat pochni thi k amal shru karnay se pehlay jo hisar khinchna hai tab kuch parhai karni hai ya sirf zameen pe daira bnana hai aur us k ander baithna hai?…….. ap k bhai…
    ALI SHAH

  7. syed sajjad Avatar
    syed sajjad

    kya karna hai maqsad byan kijye is tarha ki batin hamzad kare ga lekan nazar nhi.40 roz k bad hamzad mujasm e insani mein samne aye ga,qaul aur qarar kare ga,Gosht kacha pyaz jama anda fish moli se strictly parhez hai.dua go Syed Sajjad Hussain Shah.

  8. syed sajja Avatar
    syed sajja

    usk bad sorah fatiha parh kar sorah nas se sorah takasar tak tamam sortin parhin,last mein 11 martaba darud sharif parh kar musalay par hi so jain,lagatar 5 din tak parhin,3rd din apk jism par ap k jism par kapkapi aye gi,khof na khain,darawni sortin b nazar aye gi us k hath mein talwar hogi,yeh hisar k andar nhi a sakti ,5th day aik buzurg apko aik sharbat ka pyala dein gye,bus yehi bat kamyabi ki hai,sharbat ka pyala pete hi amal ho jain gye,is k bad jab b 5 martaba INAL HA ALA QULE SHEYIN KADIR.TO HAmzad ki awaz ayegi hukam dejye kya karna hai

  9. syed sajjad hussain shah Avatar
    syed sajjad hussain shah

    dorane amal khushboo lagain aur kamray mein khushbo karin atar lagain,11 martaba awal akhar darood sharif parhin,sorah yasin aik martaba,sora waqia aik martaba,sora toba aik martaba is k bad 500 martaba inalaha Ala Qule Shein Kadir,usk bad sorah fatiah parh kar musalay par hi so jain,lagatar 5 din tak parhin

  10. syed sajjad hussain shah Avatar
    syed sajjad hussain shah

    Janab Ali sahab ap k lye mein hamzad ka amal lekar aya hun,woh note kar lein aur mujhe bta dein k apne note kr lia hai,sab se pehle esa makan muntakhab karin k us mein amal k siwa koi aur ki amdoraft na ho ya kam se kam amal k doran koi disturb na kare,tarke hewanat jalali aur jamali dono parhezon k sath is amal ki shurat ki jae,hisar apne ird gird kar k amal shuru karin

Leave a Reply to Shahbaz Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *